Angry Hulk

Hara Rang

Language Difference

Indian Cinema

Chu-Dell

Dell Laptop

Difference Between Dawa And Daru

Indian Liquor

Traco-Bike

Modified Bikes

Paani Bachao

Save Water

Coming Soon

Petrol Loans

Kaisa Ye Ishq Hai

Funny Monkey

Aaj Kal Ke Bacche

Emraan Hashmi Son

Save Water

Save Water

Jugaad Of The Day

Jugaad

Jaag Uthi Hasratein Tamaam



Khwaab ShayariAankh Khuli To Jaag Uthi Hasratein Tamaam,

Us Ko Bhi Kho Diya Jise Khwaabon Mein Paya Tha.

Zindagi Kitne Haseen Khawaab Dikhati Hai

Zindagi ShayariRaat Bhar Chand Ki Galiyon Mein Firati Hai Mujhe,

Zindagi Kitne Haseen Khawaab Dikhati Hai Mujhe,

Tod Deta Hun Ki Ye Bhi Kahin Dhoka Na Ho,

Zaam Mein
Jab Teri Soorat Nazar Aati Hai Mujhe.

Zindagi Kitne Haseen Khawaab Dikhati Hai Mujhe

Raat Bhar Chand Ki Galiyon Mein Firati Hai Mujhe,

Zindagi Kitne Haseen Khawaab Dikhati Hai Mujhe,

Tod Deta Hun Ki Ye Bhi Kahin Dhoka Na Ho,

Zaam Mein Jab Teri Soorat Nazar Aati Hai Mujhe.
- See more at: http://www.ifaltu.com/search/label/Shayari?max-results=7#sthash.cIsM8u8L.dpuf

Kahi Khushi Se Mar Hi Na Jaye



Girl HostelEk Ladke Ko Girls Hostel Mein Naukri Mil Gayi.

Do Mahine Baad Hostel Ki Warden Ne Use Bulakar Kaha.

Warden: “Tum Apni Salary Nahi Lene Aaye?”

Ladka Chikhte Hue Bola: “Kyaaaaaa?, Salary Bhi Milegi?

Engineer's Brain



Engineer JokesInterviewer:" You are driving alone in your 2 seater car at night..

Its raining heavily & suddenly you see 3 people waiting for bus

1. An old sick lady who is about to die..

2. Old friend who once saved ur life

3. The perfect Partner u have dreamed about

u can only pick one of them, Which One Would you pick up..??

Engineering student replied:" I would give thecar keys to my old friend

and ask him to take the lady to the hospital &

stay behind to wait for a bus with my Dream Mate... 

Ladkiyo Ka Awwww



AwwBoy: “Can You Stop Doing Awww All The Time?”

Girl: “Awww…. What Happen?”

Boy: “It Annoys Me.”

Girl: “Awwww… I Am So Sorry”

Boy: “It’s Ok, You Are A Sweetheart.”

Girl: “Awww….. I Know!”

Boy: “Get Lost Bye.”

Girl: “Awww…. Baby Gussa Ho Gya..”

Boy: “Whatever!”

Girl: “Aww…. You Look So Cute When Angry”

Boy Pulls Out The Gun, Shoots Himself

She: “Awww…. Mar Gaye“

Jab Tak Hai Jaan



Jab Tak Hai JaanTere, har baat pe"Awww Aww"karna..!!

Tere"sorry"ko"sowei"bolna

Tere, har baat me muh teda karna

Tere, din me 4 baar recharge karwake lena .

Nahi Bhoolunga Mai !!

Jab Tak Hai Jaan

Jab Tak Hai Jaan

Jab Tak Hai Jaan .

Doctor Vs Santa



Santa Banta JokesSanta Ko Loose Motions Lage The, Doctor Ke Paas Jaake Bola

Santa: “Dr Saab, Patli Patli Tatti Aati Hai, Khane Ka Bhi Dil Nahi Karta”

Doctor Kagaz Pe Ek Dawayi Likh Ke Dete Hue Bola

Doctor: “Ye Dawayi Leke Kha Liyo, Moti Moti Tatti Aayegi, Jaise Marji Kaat Ke Kha Liyo“

Gandhi Ji Amar Hai



Gandhi ExposedGandhi Ji Ki Ek Rishtedar Aurat Ke Bete Par Qatal Ka Ilzam Laga.
Aurat Ne Gandhi Ji Se Request Ki Ke Mere Begunah Bete Ko Bacha Lo.

Gandhi Ji Ne Muqadma Lada Aur Ladke Ko Bacha Liya
Aurat Badi Khush Hui, Par Usne Ek Sawal Kiya.

Aurat: “Aaj To Aap Hain Jo Bacha Liya, Kal Jab Aap Nahi Honge To Hum Bekasoor Logo Ko Kon Bachayega?”

Gandhi Ji Ne Muskurate Hue Bahut Hi Khubsoorat Jawab Diya
“Note Pe Lagi Meri Photo“

Engineering Student Ka Dard



EngineeringWo Ye Bol Kar Hume Chhod Ke Chali Gayi Mere Dosto.

Ki Tumhare To Exams Hi Khatam Nahi Hote,

Tum Pyar Kya Ghanta Karoge.

 
© 2013 Lolpanti : Jokes, Shayari, Stories, Gags, Funny Photos, Funny Videos
Designed by Love Sharma
Posts RSS ∙ Comments RSS
Back to top