Santa doctor se: "Doctor sahab meri problem hai ki...
.
1.)khana khane k baad bhukh nhi lagti..
.
.
2.)kaam karke thak jata hu
.
.
3.)Sokar uthu to nind nhi aati
.
.
4.)Pani pi lu to pyas nhi lagti
Aap btaiye main kya karu.
.
.
Doctor: "Raat ko suraj ki roshni me aankh khol kar so jana thik ho jaoge...:p :D








0 comments