Pehle mai bahut dukhi rehta tha.
Sara din rota rehta tha.
Mujhse koi kaam nai ho pata tha.
Gharwalo k taane sun k ro deta tha.
Phir mujhe is product k bare me pata chala: " girl friend".
Aab mai apni sari neend 2-3 ghante me hi poori kar leta hu.
Aab sari galiyan aur taane hass hass k sun leta hu.
Aab mai dukh sukh se upar uth chuka hu.
Nark-swarg yahi hai ye samajh chuka hu.
Aab mujhe dushmano se bhi pyar ho gya hai.
Wakayi kamaal ka product hai ye: "girl friend".
Sara din rota rehta tha.
Mujhse koi kaam nai ho pata tha.
Gharwalo k taane sun k ro deta tha.
Phir mujhe is product k bare me pata chala: " girl friend".Aab mai apni sari neend 2-3 ghante me hi poori kar leta hu.

0 comments